Roshan ho deepak or sara jag jagmagaye Liye sath Sita maiyya ko Ram ji hain aaye Har shehar yu lage mano ayodhya ho Aao har dwar har gali har mod pe hm deep jalaye. Shubh Deepavali 2018
Diyon ki roshni se jhilmilata aangan ho, Patakhon ki goonjo se aasman roshan ho, Aisi aaye jhoom ke yeh diwali, Har taraf kushiyon ka mausam ho, Diwali Ki Shubh Kamnayein
The gorgeous festival of snacks and sweets Everyone enjoying a royal feast When old and young with delight meet And with love and affection do all hearts beat. Wishing You Happy Diwali
Diwali k deepak jag-magaye apke aangan me. Saat rang saaje es saal aap ke aangan mein. Aaya hain yeh tyohaar kushiyan leke. Har kushi saaje es saal aapke aangan mein. Roshni se ho roshan har lamha aap ka, Har Roshni saaje es saal aapke aangan mein. Dua hum karte hain aap salamat rahe, Har dua saaje es saal aap ke aangan mein. Happy Deepavali 2018
Diwali Hai Aaj; Mere Ghar Mein Ek Diya Jal Raha Hai,
Bahot Aag Hai Mere Seene Mein, Mera Jiya Jal Raha Hai..
Lag Gayi Hai Dil Ko Aag, Tune Saath Jo Chhod Diya,
Ho Gaya Huun Barbaad, Tune Dil Jo Tod Diya..
Tujhe Kar Ke Yaad, Main Kudh Dil Ko Jalaata Huun,
Tere Bina Zindagi Mein, Akela Hi Bas Chalaata Huun
Raastein Mein Thokar Khaa Ke, Akela Hil-Na-Paaunga Main,
Maut, Itni Kareeb Hoye Gi, Ki Tujhse Mil-Na-Paaunga Main..
Ek Taraf Tere Ghar Diya Jalega, Aur Dusri Taraf Meri Laash,
Ho Kar Mujhse Itne Durh Bhi, Rahen Ho Bilkul Dil Ke Paas..
Diwali Mubaraq Ho Tujhko, Saath Mein Meri Barbaadi Bhi,
Agar Kisi Aur Ke Saath Pyar Karoge, To Karna Shaadi Bhi..
Kyun Aaj Dikh Rahi Hain Har Taraf Diwali Si
Ik Dehleez Si, Jispe Sab Saja Rahein Hain Rangoli
Mehmaan, Dawat, Phool, Khushbu
Kyun Sab Bhethe Hue Hain Man Mein Mere?
Dadi Bhii Aaj Chamak Rahin Hain
Didi Ne Bhii Kii Hai Taiyaari
Mausi Lag Rahi Hai Kuch Alag Si
Chacha Ne Bhii Baandhli Pagdi
Wahin Door Ik Kone Mein
Mein Baithi Hun Dubak Ke Maa Kii Ghod Mein
Duniya Se Door, Kaam Se Door
Bus Doobi Hui Ik Anmol Khushi Mein
Chal Uth Ja Beta
Dekh Kitna Kaam Pada Hain
Papa Aayeinge Toh Kaheinge
Tumhari Laadli Abhi Tak Yahin Hai
Itne Mein Sunti Hun Shenai Kaa Saaz
Aur Bacchon Kii Shorgul Awaaz
Dhol Baj Rahe Hain Har Taraf
Aur Naach Rahein Hain Sab
Oye Baari Barsi Khatan Gaya Si,
Khat Ke Liyandi Moti Votti!
Moti Votti Ne Aakya Mainu.
Le Aao Sadde Vaaste Ekk Truck
Oye Baari Barsi Khatan Giya Si,
Khat Ke Liyanda Truck
Maine Aakya Apni Votti Noon
Oye Meri Votti Bathi Jiddon, Ho Gaya Puncture Mera Truck
Sabki Husi Ko Dekh, Mein Khil Uthi Aise
Do Saal Kaa Baccha, Jhoom Utha Ho Jaise
Naach Rahi Hun Mein, Aise Sabke Saath
Jaise Ik Husi Mili Ho Janmon Ke Baad
Usi Goonj Mein Baj Utha Mera Phone
Mein Bhii Jagi Apne Khyaal Se
All Scripts Ready
Poocha Mere Senior Ne Mujhse
Hus Di Mein Achanak
Foran Pahochi Wahan Jahan Baithi Thii
Aaj Bhii Night Lagegi Beta
Ye Kaisi Diwali Hain Ye Kaisi Diwali Hain
Kisi Ke Ghar Amiri Kaa Saaya Hain
Aur Kisi Ghar K Sirf Gareebi Chhayi Hain
Sirf Gareebi Chhayi Hai Ae Duniya Banane Waale
Tune Kyo Bhedbhaav Kii Aesi Neev Daali Hain
Ye Kaisi Diwali Hai Ye Kaisi Diwali Hain
Har Taraf Khushiya Hi Khushiya Hain
Aur Diyo Ki Roshni Har Ghar Mein Jag-Magai Hain
Vaise To Ye Diwali Ki Raat Hain
Magar Kisi Ne Sirf Andhere Mein Ye Raat Gujaari Hain
Ye Kaisi Diwali Hai Ye Kaisi Diwali Hain
Har Ghar Mein Bane Hai Bohat Se Pakwan
Meethai Kha Kar Bhi Logo Ne Diwali Manayi Hain
Patakho Se Gunjaa Hai Kisi Ka Aashiya
Par Kisi Ki Zindgi Sirf Sooni Hain
Aur Sukhi Roti Kha Kar Hi Kisi Ne Diwali Manayi Hain
Ae Upar Waale Agar Banani Hii Thi Tujhe Amiri Gareebi To
Kis Liye Tune Ye Diwali Kii Reet Chalaayi Hain
Ye Kaisi Diwali Hai Ye Kaisi Diwali Hain
Sabke Ghar Diwali
Ke Diye Jalthe Rahe
Hamara To Dil
Hi Jaltha Raha
Sabke Ghar Diwali Ke Diye Jalthe Rahe
Hamara Tho Dil Hi Jaltha Raha
Happy Diwali.........
Aapko Naye Saal me...
Chandragupt Ki Shakti
Meerabai Ki Bhakti
Ramchandra Ka Gyan
Karan Ka Daan
Einstein Ki Buddhi
Nobel Prize Ki Siddhi
Gandhi Ki Ahimsa
India Ki Parampara
Vajpayee Ki Maryada
Nizaam Ki Sampada
Michael Jordan Ki Salary
Abdul Kalam Ki Vocabulary
Bhagat Singh Ka Deshprem
Sweetheart Ka Amarprem
Microsoft Ke Share
Rupiyo Ke Dher
Tata Ke Senses
Ambani Ke Licenses
Birla Ka Bangla
Daler Ka Bhangra
Amitabh Ki Style
Madhuri Ki Smile
Shahrukh Ki Personality
Aishwarya Ki Popularity
Worldtour Ka Ticket
Tendulkar Ka Wicket
Administrator Ke Passwords
Jokes Ke Forwards
Mercedez Ki Car
Diamond Ka Haar
Aur Logon Ka Dher Saraa Pyar Prapt Ho...
Subscribe to our newsletter and each week receive funny, romantic and sweet SMS Shayari messages in your email